aaiya aaiya ho aaiya aaiya
bikata hai sona mitthi ke mol, bikati hai mitthi sone ke mol
bikata hai sona mitthi ke mol, bikati hai mitthi sone ke mol
bikata hai sona mitthi ke mol, bikati hai mitthi sone ke mol
bol bol bol bol bol bol are bol bole bol tujhko kya chahiye
bol bol bole tujhko kya chahiye
are bol bole bol tujhko kya chahiye
aashiq hu mai dildar hu
aashiq hu mai dildar hu is darde dil ka bimar hu
mujhko darde dil ki dava chahiye
bol bole bol tujhko kya chahiye
mujhko darde dil ki dava chahiye
sunlo meri ye dastaa vo hai hasi mai naujawaa
marta hu mai uspe hazur kaise rahu mai us se dur
milne nahi dete ye log mujhe laga ye gham ka rog
bas apki bas apki dua chahiye hey he hey e
teri hasi mehabub ka kya naam hai, kya hai pata
teri hasi mehabub ka kya naam hai, aur kya hai pata
jane jigar jane gajal is sahar me, hai uska mahal
kya vo tujhe mil jayegi dil ki kali khil jayegi
kya vo tujhe mil jayegi dil ki kali khil jayegi
thoda sa bas thoda sa bas hosala chahiye
thoda sa bas thoda sa bas hosala chahiye
bol bole bol tujhko kya chahiye
mujhko darde dil ki dava chahiye
tu mange to mil jayega varna jaha hil jayega
barat hum le jayenge usko utha kar le jayenge
yaro ka to naukar hu mai, hero hai tu jokar hu mai
are jokar hu mai ha ha jokar hu mai
karata hu mai tujhko salam, mai aaj se tera gulam
bas mujhko bas mujhko meri dilrubba chahiye
bas mujhko meri dilrubba chahiye
bas mujhko meri dilrubba chahiye
aaiya aaiya ho aaiya aaiya
aaiya aaiya ho aaiya aaiya
aaiya aaiya ho aaiya aaiya
a very popular song of its time from the movie trimurti, a subhash ghai
production but directed by Mukul S. Anand. it has been sung by ila arun,
udit narain and sudesh bhosle in rd burman style. has music by laxmiji
pyareji and written by anand bakshi. laxmiji mentioned in an interview that
they would have got rdburman sung this song had he been alive.
unfortunately, he was not with us by that time. such was the chemistry
between the musical greats.