shekh kahta hain main nahi pita
ha wo angur khub kahta hain
shekh kahta hain main nahi pita
ha wo angur khub kahta hain
aa fark itna hain ashq dono me
ham to pite hain wo chabata hain
duniya kahe buri hain
duniya kahe buri hain, ye botal sharaab ki

apni to zindagi hain
apni to zindagi hain, ye botal sharaab ki
duniya kahe buri hain, ye botal sharaab ki
apni to zindagi hain, ye botal sharaab ki
duniya kahe buri hain, ye botal sharaab ki
hamdam amir ki hain, na dushman garib ki

sabse, sabse nibha rahi hai, ye botal sharaab ki
sabse nibha rahi hai, ye botal sharaab ki
duniya kahe buri hain, ye botal sharaab ki
ye bevafa nahi na hi dil todati hain ye
ye bevafa nahi
ye bevafa nahi na hi dil todati hain ye
mahbub se
mahbub se bhali hai ye botal sharaab ki
mahbub se bhali hai ye botal sharaab ki
duniya kahe buri hain, ye botal sharaab ki
manta hu janaab pita hun, thik hai behisaab pita hun

log logo ka khun pite hain
main to fir bhi sharaab pita
aai jo maut bhi to, main kah dunga maut se

zaalim bhari padi hain
zaalim bhari padi hain, ye botal sharaab ki
zaalim bhari padi hain, ye botal sharaab ki
duniya kahe buri hain, ye botal sharaab ki
duniya kahe buri hain, ye botal sharaab ki
ye botal sharaab ki
ye botal sharaab ki