saaibaba ho 
brahmaand naayak, saaibaba saare jag ke daata 
teri daya se saaibaba paapi bhi tar jaata hai 
ho teri daya se saaibaba paapi bhi tar jaata hai 
brahmaand naayak, saaibaba saare jag ke daata 
teri daya se saaibaba paapi bhi tar jaata hai 
ho teri daya se saaibaba paapi bhi tar jaata hai 
brahmaand naayak saaibaba ho 
karunanidhi dayamay swaami
bhaktibhaav me anteryaami 
ho karunanidhi dayamay swaami
bhaktibhaav me anteryaami 
shreddha sabhuri do shabdo me
shreddha sabhuri do shabdo me, jivan sukhi ban jaata hai 
brahmaand naayak saaibaba ho 
naarayan lakshmi tum deva
murlidhar bhagwati shiv bhola
ho naarayan lakshmi tum deva
murlidhar bhagwati shiv bhola
allah ishwar naanak isha 
allah ishwar naanak isha sab me saai samaaya 
brahmaand naayak saaibaba ho 
neem vreksh ke niche dekha
baitha baalak shiv bam bhola 
ho neem vreksh ke niche dekha
baitha baalak shiv bam bhola 
dharti jhoome, ambar naache
dharti jhoome ambar naache, parvat bhi lahraata 
brahmaand naayak, saaibaba saare jag ke daata 
teri daya se saaibaba paapi bhi tar jaata hai 
ho teri daya se saaibaba paapi bhi tar jaata hai 
brahmaand naayak saaibaba ho
