Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Budh Ki Pukar Sun Badho - बुद्ध की पुकार सुन बढ़ो
buddh ki pukar sun badho
banduk taan fakar se badho
satay ke sahare se badho
sar pe hind ki maati le badho
badho badho

buddh ki pukar sun badho
pukar bapu ki hai tum adho
satay ke sahare se badho
sar pe hind ki maati le badho
badho badho

maa ki aan aaj bacha jawa
mulk ki shan tu badha jawa
parwadiyo ke ho rawa
muddayi ko maat de jawa
jawa jawa jawa jawa
buddh ki pukar sun badho
banduk taan fakar se badho
satay ke sahare se badho
sar pe hind ki maati le badho
badho badho

baalko ke baal chuke ja
biwi ke gaal thapthapa ke ja
maa pita ke aashish pa ke ja
mulk ki khatir maut ke muh me ja
ja ja ja ja
buddh ki pukar sun badho
banduk taan fakar se badho
satay ke sahare se badho
sar pe hind ki maati le badho
badho badho

payam de tu vishas shanti ka
payame maut ki parwah tumhe kya
parwane hind kadam badha ke ja
parwato ko paar karke ja
ja ja ja ja
buddh ki pukar sun badho
banduk taan fakar se badho
satay ke sahare se badho
sar pe hind ki maati le badho
badho badho
lyrics of song Budh Ki Pukar Sun Badho
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Jhanda Ooncha Rahe Hamara (1964)
Mohammed Rafi, GhantasalaShrivasGandharva GhantasalaJhanda Ooncha Rahe Hamara at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type