bujh hai gaya dil ka diya
tere bin lage na mora jiya
bujh hai gaya dil ka diya
tere bin lage na mora jia
kaisi jalan hai kaisi saza
tere bin lage na mora jiya
aansuo ki ladi aaj bahne lagi
ye aankhe meri kya kahne lagi
saanse dil mere jo bahne lagi
ye mujhme hai kya ab kahne lagi
ye pyar to hai diwana
dil mein main na tu jana
kaisa tha tera irada
mujhse hi mujhko churana
jane na ye zamana
kya hai zaza kya hai saza
tere bin lage na mora jiya
bujh hai gaya dil ka diya
tere bin lage na mora jiya
yaade mujhse meri aaj kahne lagi
ye kya bekhudi ye kya jindgi
raate bhi is tarah hai katne lagi
andhere mein jaise ek ajnabi
na to hai kissa sunana
apna huaa jo begana
chaha hai tha usko manana
par mera dil hi na mana
jane na ye zamana
ye jindgi bhi hai ek saza
tere bin lage na mora jiya
bujh hai gaya dil ka diya
tere bin lage na mora jiya
jane na ye zamana
bujh hai gaya dil ka diya
tere bin lage na mora jiya
bujh hai gaya dil ka diya
tere bin lage na mora jiya
tere bin lage na mora jiya
kaisi jalan hai kaisi saza