chaalbaaz chaalbaaz
chaalbaaz chaalbaaz
aankhon se ek pal mein kajal churata hai
chaalbaaz chaalbaaz
hey apni adao se ye paagal banata hai
chaalbaaz chaalbaaz
masti mein gaaye masti mein jhume
baazi hamesha iske kadmo ko chume
aa jaaye samne to hosh ye udata hai
chaalbaaz, chaalbaaz chaalbaaz
chaalbaaz chaalbaaz
dikhta hai jaisa waisa kuch bhi nahin hai
rakhta hai paav jahan khushiya waha hai
dikhta hai jaisa waisa kuch bhi nahin hai
rakhta hai paav jahan khushiya waha hai
masti mein gaaye masti mein jhume
baazi hamesha iske kadmo ko chume
apne isharo pe ye sabko nachata hai
chaalbaaz, chaalbaaz chaalbaaz
chaalbaaz chaalbaaz
jeevan mein harna ye sikha na jana
mushkil hai iski nazar se bach pana
jeevan mein harna ye sikha na jana
mushkil hai iski nazar se bach pana
masti mein gaaye masti mein jhume
baazi hamesha iske kadmo ko chume
anhoni ko ye honi karke dikhata hai
chaalbaaz, chaalbaaz chaalbaaz
chaalbaaz chaalbaaz
aankhon se ek pal mein kajal churata hai
apni adao se ye paagal banata hai
masti mein gaaye masti mein jhume
baazi hamesha iske kadmo ko chume
aa jaaye samne to hosh ye udata hai
chaalbaaz, chaalbaaz chaalbaaz
chaalbaaz chaalbaaz