chadhti jawani behka ye tan
jalti chingaari main hun shola badan
chadhti jawani behka ye tan
jalti chingaari main hun shola badan
kaatil adaao ki, dukaan khole baithi hun
kaatil adaao ki, dukaan khole baithi hun
aa re chhore tere liye main
khil khil ke jawaan hui hun
aa re chhore tere liye main
khil khil ke jawaan hui hun
chadhti jawani behka ye tan
jalti chingaari main hun shola badan
meri jawaani mera badan
achhe achho ko jhuka de, jhuka de
saare ke saare mardo ke ye
aashiq mera bana de, bana de
mujhe baahon mein kas ke chhede jaa
mere ango ke rango se khele jaa
jhatke jawaani ke
hazaar liye baithi hun
jhatke jawaani ke
hazaar liye baithi hun
aa re chhore tere liye main
khil khil ke jawaan hui hun
aa re chhore tere liye main
khil khil ke jawaan hui hun
meri jawaani mujhse kahein
mujhko tu fauran luta de, luta de
jism ye mera mujhse kahein
mujhko tu jhat se dikha de, dikha de
mere roop ka rang chakh le re
aankhon se meri tu peele re
jismo jawaani ka
bazaar liye baithi hun
jismo jawaani ka
bazaar liye baithi hun
aa re chhore tere liye main
khil khil ke jawaan hui hun
aa re chhore tere liye main
khil khil ke jawaan hui hun
chadhti jawani behka ye tan
jalti chingaari main hun shola badan
kaatil adaao ki, dukaan khole baithi hun
aa re chhore tere liye main
khil khil ke jawaan hui hun
aa re chhore tere liye main
khil khil ke jawaan hui hun