chahe kitni kathin dagar ho
ham kadam badhate jayenge
kadam badhate hanste gate
dhum machate jayenge
chahe kitni kathin dagar ho
ham kadam badhate jayenge
kadam badhate hanste gate
dhum machate jayenge
chahe kitni kathin dagar ho
jis path par tum charan daroge
jis path par tum charan daroge
apni nain bichaungi tumhari path ke kanto ko
palko se uthati jaugni
tumhari path ke kanto ko palko se uthati jaugni
jab tak pran rahenge jab tak pran rahenge
ek dujhe ka sath nibayenge
kadam badhate jayebnge
kadam badhate hanste gate
dhum machate jayenge
chahe kitni kathin dagar ho
is dukhiyare jag me tumhi nainan ka ujhiyara ho
sune lambe jivan path ka tumhi ek sahara ho
sune lambe jivan path ka tumhi ek sahara ho
tum sang ho to panv mere kabhi na thokar kahyenge
kadam badhate jayebnge
kadam badhate hanste gate dhum machate jayenge
chahe kitni kathin dagar ho
hamko mil kar is dukhiyare
jag ko sawarg banana hai
hamko mil kar is dukhiyare
jag ko sawarg banana hai
sab apne hai sabko manavta ka pyar sikhana hai
sab apne hai sabko manavta ka pyar sikhana hai
jo sabko ujhiyara de jo sabko ujhiyara de
aisi jyot jagayenge
kadam badhate jayebnge
kadam badhate hanste gate dhum machate jayenge
chahe kitni kathin dagar ho
Jeet {24/08/1949}: Dev Anand, Suraiya, Madan Puri, Suraiya Chowdhary, Durga
Khote, Kanhaiyalal, Habib, Shri Bhagwan, S.P.Mahendra
Playback Singers: Suraiya, Shankar Das Gupta, Lata Mangeshkar, Geeta Roy
Lyrics: Prem Dhawan
Music: Anil Biswas & Shyam Babu Pathak
Photography: Dwarkadas Divecha
Produced by: Late Pratap A.Rana (Rajkirti Chitra)
Film Direction: Mohan Sinha