chahe to mita de, chahe to bacha le
chahe to mita de, chahe to bacha le
garibo ki dunia hai tere hawale
garibo ki dunia hai tere hawale
ae maa kabhi bahti thi yaha
dudh ki nahre
har dil me utha
har dil me utha karti thi anand ki lahre
ab dukh ke samundar me hum dubne wale
hai tere hawale, hai tere hawale
garibo ki dunia hai tere hawale
garibo ki kismat
garibo ki kismat
kuch aisi hai soyi
kuch aisi hai soyi
jaha me nahi
jaha me nahi inka hamdard koi
sab inke lahu ko samjhte hai pani
sab inke lahu ko samjhte hai pani
ab inke liye, ab inke liye
maut hai zindgani
jaha ko banaye jaha me rahe na
jaha ko banaye jaha me rahe na
musibat sahe aur muh se kahe na
musibat sahe aur muh se kahe na
ye sab mila ke hazaaro parinde
ye sab mila ke hazaaro parinde
bata aisi halat me aansu bahe na
bata aisi halat me aansu bahe
yun kahte hai dil ke fute hue chhale
yun kahte hai dil ke fute hue chhale
garibo ki dunia hai tere hawale
garibo ki dunia hai tere hawale
chahe to mita de, chahe to bacha le
garibo ki dunia hai tere hawale
garibo ki dunia hai tere hawale
This work of Saigal and Suraiya requires no comment. Thanks.