chahiye kushboo kaisi hain machalta hain ik sapana
mahekta hain phoolo jaisa kyun ye mann apana
udaa jaane ye ambal mein mil ke aaj chhule baadal ko
udaa jaao tu na jaao aankhon mein tum dekho
o saathi re o saathi re
aaja o mere sang jhoomo aaja o mere sang gaao
rang do mujhko apne rang mein
yaa mere rang mein rang jaao
aayi mushkaan hotho pe thirak te paanv hain apane
jhulata hain koi jaise bahon se jhula
hasi ke iss samandar mein hatho mein leke hatho ko
yun chupke se hasata hain meethi si baaton se
o saathi re o saathi re
aaja o mere sang jhoomo aaja o mere sang gaao
rang do mujhko apne rang mein
yaa mere rang mein rang jaao
chhaya kaisa jadoo hai fisalta jaam ho jaise
sitaaron ki nagari mein nanhein bacho sa
koi jhil mil karein ghar mein
lup chup khele ye raaton mein
ye mushkaaye ye sharmaaye
pyaari si aankhon se

yaa mere rang mein rang jaao.
amazing!!! ossom!!! super!!! nice!!!