Thumb | Song Heading | Singer | Composer | Lyricist | Actor | Film (Year) | Category |
---|---|---|---|---|---|---|---|
Chahunga Main Tujhe Sanjh Sawere 4.27 - 2829 votes | Mohammed Rafi | Laxmikant Pyarelal | Majrooh Sultanpuri | Sudhir Kumar, Sushil Kumar | Dosti (1964) | Filmfare Awards Winner, Filmfare Awards Nominee, Friendship Songs, Sad Songs, Raag Based Songs, Raga - Pahadi |
Movie | Film Cast | Singer | Lyricist | Composer | Director | Producer | External Links | Video Links |
---|---|---|---|---|---|---|---|---|
Dosti (1964) |
Sushil Kumar, Sudhir Kumar, Farida Dadi, Leela Mishra, Sanjay Khan, Nana Palsikar, Uma Rajoo, Leela Chitnis, Abhi Bhattacharya, Aziz | Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi | Majrooh Sultanpuri | Laxmikant Kudalkar, Pyarelal | Satyen Bose | Tarachand Barjatya | Dosti at IMDB Dosti at Wikipedia | Dosti at YouTube |
zindagi me hamesha haste raho, Hasna zindagi ki zarourat hai.
zindagi jiyo toh iss tharah se jiyo ki, tumhe dekh kar sab ko lage ki,
zindagi kitni khubsurat hai. Phoulon ki mehek churana hai mushkil, suraj
ki kirne chupana hai mushkil, aap aur hum mein kit nahi fasla ho, hum aapko
bhulana hai muskil.
Bin sawan ki barsaat nahi hoti, Suraj dube bina rat nahi hoti, kya kare ab
kuch aisi haalath hai apni, ki aap ki yaad aaye bina din ki shourouwaat
nahi hoti.
hum prarthana karte hai bhagwaan se ki, wo aap jaisa aur na banaye, ek
cartoon toh hai hamare paas, kahin wo b common naa ban jaye.
Tum sadaa haste raho muskarate raho, kush raho, gungunathe raho, hamesha
mast raho, mera kya hai log tumhe hi pagal kahenge. Har waqt muskurana
fitrat hai hamari, aap yunhi kush rahe ye hasrat hai hamari, aap ko hum
yaad aaye naa aaye, aapko yaad karna aadat hai hamari. har kuhsi me aap ki
baat karhte hai, aap salamath rahe ye fariyaad karthe hai, ab kuch lafzon
mein kya kahen ki hum aap ko kitnaa yaad karhte hai. pal pal se bantha hai
ehsaas. ehsaas se bantha hai vishwas, viswaas se bantha hai rishtey,
rishton se bantha hai koi khaas jaise aap. Na chahat hai sitaron ki, na
tamanna hai nazron ki, jab hum jaise ek dost miljaye toh kyaa zarourat hai
hazaron ki.