chal diye banda nawaz ched kar mere dil ka saz

hum taraste hi rahe jalwe baraste hi rahe
suniye mistar chalbaz baniye na bade teer andaz

or koi ghar dekhiye dil ko yaha mat fekiye

hai mujhpe tu banke dard-e -jigar
dil me khatakti hai teri najar
hai mujhpe tu banke dard-e -jigar
dil me khatakti hai teri najar
bas bas tumhi se sune ae janab
kar dala ulfat ka khana kharab
bas bas tumhi se sune ae janab
kar dala ulfat ka khana kharab
man ja aye sangdil dil se mila le mera dil
suniye mistar chalbaz baniye na bade teer andaz
suniye mistar chalbaz baniye na bade teer andaz
or koi ghar dekhiye dil ko yaha mat fekiye
suniye mistar chalbaz baniye na bade teer andaz
daman se khicho jara hath ko
samjho jara apni aukat ko
daman se khicho jara hath ko
samjho jara apni aukat ko
okat meri na puche huzur
hu aapka mujhko ye hai garur
okat meri na puche huzur
hu aapka mujhko ye hai garur
yu na rishta jodiye daman hamara chodiye
chal diye banda nawaz ched kar mere dil ka saz
chal diye banda nawaz ched kar mere dil ka saz
hum taraste hi rahe jalwe baraste hi rahe
chal diye banda nawaz ched kar mere dil ka saz
mana ke bigde hai mere nasib
ulfat na samjhe amiro garib
mana ke bigde hai mere nasib
ulfat na samjhe amiro garib
chhodo ye ulfat ki baarikiya
rashta lo jungle na majnu miya
chhodo ye ulfat ki baarikiya
rashta lo jungle na majnu miya
chhod kar ab tera ye dar jaye ye diwana kidhar
suniye mistar chalbaz baniye na bade teer andaz
suniye mistar chalbaz baniye na bade teer andaz
or koi ghar dekhiye dil ko yaha mat fekiye
chal diye banda nawaz ched kar mere dil ka saz
chal diye banda nawaz ched kar mere dil ka saz
hum taraste hi rahe jalwe baraste hi rahe
par chal diye banda nawaz ched kar mere dil ka saz
Very fascinating glimpses of lovely Madhubala's versatility. Her irritated
and chiding expression is so natural, so apt to the situation. And Guru
Dutt comes with the called-for amorousness and naughtiness. One lively
composer,two charming screen artists and two electrifying singers add up to
joy supreme. Thanks, kitaabik.