chal tu apna kaam kar  chal tu apna kaam kar
akal dikhana shakal dikhana de na nasihat kar na fajihat
yun na traffic jam kar
chal chal tu apna kaam kar, chal chal tu apna kaam kar
chal tu apna kaam kar, chal tu apna kaam kar 
chal tu apna kaam kar
are aas pados mein kya banta hai
kya hai masala kya hai tel tujhko isse kya lena hai
tujhko tujhko isse kya lena hai re
tujhko isse kya lena hai, tujhko isse yeh kya lena hai
ye rajneeti ki shop hai yaron 
sabhi emotion hote fail,  sabhi emotion hote shel
are sabhi emotion hote shel,   
ye rajneeti ki shop hai yaron sabhi emotion hote shel 
border pe apni sena hai, border pe apni sena hai
tu twitter pe chod missile
subah baith aur sham kar
chal, dil bola, kya bola, dil bola apna kaam kar 
dil bola apna kaam kar 
dil bola apna kaam kar, dil bola 
dil bola apna kaam kar 
koun kar rha kya aur koun 
kya kya yha nahi karta 
isi fikar me sukh rha
are fikar se peth nahi bharta
baith chin se ghar pe   
or aaram se apni kismat kosh
aaram se apni kismat kosh
aas paas walo se ya phir madd de apne saare dosh 
madd de apne saare dosh 
hai sabko hi badnaam kar 
dil bola, dil bola, dil bola apna kaam kar 
chal tu apna kaam kar, chal chal tu apna kaam kar 
chal chal tu apna kaam kar in sabse muskil kaam yhai hai 
yahi to hai bas rona  apne kaam ka fakar bhi hona 
kaam ka shouk bhi hona re 
chal chal, chal, chal chal tu apna kaam kar
chal chal tu apna kaam kar chal chal tu apna kaam kar 
chal chal tu apna kaam kar chal chal tu apna kaam kar
