Lyrics of Chalee Ja Chalee Ja, Chhod Ke Duneeya - चली जा चली जा चली जा, छोड़ के दुनिया
chali ja chali ja chali ja, chhod ke duniya
gamo ki duniya, aaho ki duniya
chali ja chali ja chali ja
chali ja chali ja chali ja, chhod ke duniya
gamo ki duniya, aaho ki duniya
chali ja chali ja chali ja
yaha koyi nahi apna, naa ghar apna naa dar apna
yaha koyi nahi apna, naa ghar apna naa dar apna
dilasa bhi bahana hai, satane kaa rulane kaa
chali ja chali ja chali ja, chhod ke duniya
gamo ki duniya, aaho ki duniya
chali ja chali ja chali ja
sitam jhele uthaye gam, rahe aankhe sada puranam
sitam jhele uthaye gam, rahe aankhe sada puranam
gila kisse kare ja kar, mukaddar kaa jamane kaa
chali ja chali ja chali ja, chhod ke duniya
gamo ki duniya, aaho ki duniya
chali ja chali ja chali ja
jiye to ghut ke mar jaye, mare to ham kidhar jaye
jiye to ghut ke mar jaye, mare to ham kidhar jaye
mila achchha sila hamko, teri duniya me aane kaa
chali ja chali ja chali ja, chhod ke duniya
gamon ki duniya, aahon ki duniya
chali ja chali ja chali ja
Songgaan: thanks for your opinion. U give lata too much credit. She is not
known for very high notes. 99 percent of her songs were low to medium
notes. Suman, in her brief career sang higher notes, specially in a couple
of duets with rafi. Lata herself says that music directors composed
different music for me and rafi. Suman matched rafi in the high notes,
whereas lata stayed below rafi in her high notes. Do listen to the lata
rafi duets and Suman rafi duets and u may notice the difference.