chali kaisi jawani ki ye hawa
chali kaisi jawani ki ye hawa
ke ghadi ghadi dil dhadke
jane ankho ko bhi kya ho gaya
ke ghadi ghadi ye bhi fadke
chali kaisi jawani ki ye hawa
ke ghadi ghadi dil dhadke
kabhi is karwat kahhi us karwat
pehlu badlte hi raat kate
kabhi is karwat kabhi us kawat
pehlu badlte hi raat kate
machle hi machle zara bhi na sambhle
dil se na pal bhar hath hate
papi jiyra na mane meri baat
papi jiyra na mane meri baat
ke hari mai to lad lad ke
chali kaisi jawani ki ye hawa
ke ghadi ghadi dil dhadke
bhule se kabhi jo zara ankh lage
to mere sapno me aaye
koi reh reh ke bhule se kabhi jo zara ankh
lage to mere sapno me aaye koi reh reh ke
kuch bhi na pata chale kon hai vo
chaliya chupke se chala jaye kuch keh ke
pehle soti thi mai sari sari raat
pehle soti thi mai sari sari raat
ke uth jau ab tadke
chali kaisi jawani ki ye hawa
ke ghadi ghadi dil dhadke
apni suraatiya apna hi mukhda
jab jab mai dekhu darpan me
apni suraatiya apna hi mukhda
jab jab mai dekhu darpan me mujhko hua ye kya
mai kitni badal gai sochu yahi man hi man me
mope jiski najariya pade
mope jiski najariya pade ke reh jaye wahi gad ke
chali kaisi jawani ki ye hawa
chali kaisi jawani ki ye hawa
ke ghadi ghadi dil dhadke
jane ankho ko bhi kya ho gaya
ke ghadi ghadi ye bhi fadke
chali kaisi jawani ki ye hawa
ke ghadi ghadi dil dhadke