rangin ruho ke do dhaage
dekho saaye bun rahe hai
saare lamhe dilkashi ke
hum dono ko chun rahe hain
deewane ki tu ban ja na ab deewani
hone de zara deewangi
deewane ki tu ban ja na ab deewani
hone de zara deewangi
chal na chalte chalte pahunche ishq pe
aaja dono milke aaye ishq se
chal na chalte chalte pahunche ishq pe
aaja dono milke aaye ishq se
rangin ruho ke do dhaage
dekho saaye bun rahe hai
maanga tha jaane kabse
paaya tujho ab jaake
ab jaake jeene hum lage
is dil ko dekho aake
pagal hai tujhko paake
jaan bhi de de to kam lage
deewane ki tu ban ja na ab deewani
hone de zara deewangi
chal na chalte chalte pahunche ishq pe
aaja dono milke aaye ishq se
chal na chalte chalte pahunche ishq pe
aaja dono milke aaye ishq se
rangin ruho ke do dhaage
dekho saaye bun rahe hai
aaye yaha jab jab hum
humdum tum hi ho hardam
itna khuda se maang le
itni nazdiki chahu
kahi phir nazar na aau
tujhme kuch aise thaam le
deewane ki tu ban ja na ab deewani
hone de zara deewangi
chal na chalte chalte pahunche ishq pe
aaja dono milke aaye ishq se
chal na chalte chalte pahunche ishq pe
aaja dono milke aaye ishq se
rangin ruho ke do dhaage
dekho saaye bun rahe hai