Lyrics of Chalte Hai Garibo Pe Hi Khanjar Naye Naye - चलते हैं गरीबों पे ही खंजर नये नये
chalte hai garibo pe hi khanjar naye naye
chalte hai garibo pe hi khanjar naye naye
ek jaan aur hazaar
ek jaan aur hazaar sitmgar naye naye
dhul jaye infidaa wo aansu hi na rahe
wo aansu hi na rahe
dhul jaye infidaa aansu hi na rahe
aansu hi na rahe
daaman pe daag lagte hai aksar naye naye
chalte hai garibo pe hi khanjar naye naye
is zindagi ka rastaa katata hi nahi hai
katata hi nahi hai
sar fhodne ko milte hain patthar naye naye
chalte hai garibo pe hi khanjar naye naye
himmat ko imtehaan kya leta hai jamana
kya leta hai jamana
himmat ko imtehaan kya leta hai zamana
kya leta hai zamana
sehte rahe hai umr bhar nashtar naye naye
ek jaan aur hazaar
ek jaan aur hazaar sitamgar naye naye
chalte hai garibo pe hi khanjar naye naye
HIMMAT KA IMTEHAAN KIYA LAITA HAI ZAMANA----SEHTE RAHE HAIN UMR BHAR
NISHTAR NAYE NAYE---kIYA ADAIGI HAI, KAISA AWAZ HAI, KITNI KHOOBSURAT
POETRY HAI.. AB YEH KAHAN. ZIND RAHO