mosam beyimaan sa lag rha hai
tufaan aayga koi behke hawao mein
bekhe hawa sa armaan aayga koi
ooo tufaan aayga koi
kis ki aahat hai yeh sach bta
aey gahta ,aey gatha, aey gahta
barish ne badal se,barish ne badal se,
maswara aaj kya krliya
aey gahta ,aey gatha, aey gahta
aey gahta ,aey gatha, aey gahta
sawan ke daaman ne, sawan ke dawan ne
kya chupaya hai tujhe hai pta
aey gahta ,aey gatha, aey gahta
aey gahta ,aey gatha, aey gahta
oo aey gahta ,aey gatha, aey gahta
kabhi chham chham barse
kabhi tham tham barse
kabhi chham chham barse
kabhi tham tham barse
jab ye mann pyasa ho
kabhi kam kam barse
kabhi bemausam ho jaye meharbaniyan
kabhi sawan mein bhi kar le beimaniyan
kabhi chham chham barse
kabhi tham tham barse
kabhi chham chham barse
kabhi tham tham barse
jab ye mann pyasa ho
kabhi kam kam barse
kabhi bemausam ho jaye meharbaniyan
kabhi sawan mein bhi kar le beimaniyan
kabhi chham chham barse
kabhi tham tham barse
kar de kabhi paani paani
kabhi tip tip kar udd jaye
bin dustak aa jaye chhat pe
aur din bhar shor machaaye
kar de kabhi paani paani
kabhi tip tip kar udd jaaye
bin dustak aa jaaye chhat pe
aur din bhar shor machaaye
dil ke zazbaat na samjhe
nazar ki baat na samjhe
kar le zid apni poori
mere halaat na samjhe
ab aur chalegi na meri manmaaniyaan
manzoor nahi dil ko teri sultaniyaan
kabhi ek sur naa lage
kabhi sargam barse
kabhi ye mann pyasa ho
kabhi kam kam barse
kabhi bemausam ho jaye meharbaniyaan
kabhi sawan mein bhi kar le beimaniyaan
kabhi chham chham barse
kabhi tham tham barse chham chham