badha ke hath aasma nichod de
badha ke hath aasma nichod de
kismat ke aage peechhe bhaagte nahi
zindagi ki shaakh se kismat tod le
badha ke hath aasma nichod de
badha ke hath aasma nichod de
kismat ke aage peechhe bhaagte nahi
zindagi ki shaakh se kismat tod le
aisi taaqat, aisi fitrat
aag si hai unmein himmat
they never give up
they never give up, they always try
champs don’t cry, champs don’t cry
champs don’t cry, champs don’t cry
waqt ke dayare tod ke
nikaali hai azaadi, nikaali hai azaadi
zindagi ko alag andaaz mein
jeene ke hain woh aadi
waqt ke dayare tod ke
nikaali hai azaadi, nikaali hai azaadi
zindagi ko alag andaaz mein
jeene ke hain woh aadi
aisi taaqat, aisi fitrat
aag si hai unmein himmat
they never give up
they never give up, they always try
champs don’t cry, champs don’t cry
champs don’t cry, champs don’t cry
andheron ko bujhaate hain
roshni ughaate hain
andheron ko bujhaate hain
roshni ughaate hain
jab woh zid pe aate hai
toofan bhi ghabraate hain
jab woh zid pe aate hai
toofan bhi ghabraate hain
aisi taaqat, aisi fitrat
aag si hai unmein himmat
they never give up
they never give up, they always try
champs don’t cry, champs don’t cry
champs don’t cry, champs don’t cry