chand bhi dekha, phul bhi dekha
badal, bijli, titli, jugnu
koi nahi hai aisa
tera husn hai jaisa
tera husn hai jaisa
meri nigah ne, ye kaisa khaab dekha hai
jami pe chalta hua maahtab dekha hai
meri aankho ne chuna hai
tujhko duniya dekh kar
meri aankho ne chuna hai
tujhko duniya dekh kar
kiska chehra, kiska chehra ab mai dekhu
tera chehra dekh kar
meri aankho ne chuna hai
tujhko duniya dekh kar
nind bhi dekhi, khaab bhi dekha
nind bhi dekhi, khaab bhi dekha
chudi, bindiya, darpan, khushbu
koi nahi hai aisa
tera pyar hai jaisa
ha tera pyar hai jaisa
meri aankho ne chuna hai
tujhko duniya dekh kar
meri aankho ne chuna hai
tujhko duniya dekh kar
kiska chehra, kiska chehra ab mai dekhu
tera chehra dekh kar
meri aankho ne chuna hai
tujhko duniya dekh kar
rang bhi dekha, rup bhi dekha
rang bhi dekha, rup bhi dekha
rasta, manjil, sahil, mehfil
koi nahi hai aisa
tera sath hai jaisa
ho tera sath hai jaisa
meri aankho ne chuna hai
tujhko duniya dekh kar
meri aankho ne chuna hai
tujhko duniya dekh kar
kiska chehra, kiska chehra ab mai dekhu
tera chehra dekh kar
meri aankho ne chuna hai
tujhko duniya dekh kar
bahut khubsurat aankhe tumhari
bana dijiye inko kismat humari
use aur kya chahiye zindagi me
jise mil gayi hai mohababt humari
this is a true gazal reflecting my views regardless of whatever is the time whenever i still listen this gazal my beloved imagined to have come right in front of me. this is indeed a remarkable creation made byJagjit Sir's mellifluous voice !!!!You have become immortal to the Gazal world.May your soul rest in peace and tranquility.We miss u a lot Sir and will till we to will quit.Jiski Ankhon main kati thin sadiyan usnein sadiyon ki Judai di hai !! very true but still you r v.near and dear !!!