chmakte chand ko chmakte chand ko
tuta huaa tara bana dala
chmakte chand ko
tuta huaa tara bana dala
meri aawargi ne mujhko aawara bana dala
chmakte chand ko
tuta huaa tara bana dala
bada dilkash bada rangin hai ye shahar kahte hai
bada dilkash bada rangin hai ye shahar kahte hai
yaha par hai hazaro ghar ghro me log rehte hai
mujhe is shahar me galiyo ka banjara bana dala
chmakte chand ko
tuta huaa tara bana dala
main is duniya ko aksar dekh kar hairan hota hu
main is duniya ko aksar dekh kar hairan hota hu
na mujhe bana saka chhota sa ghar din raat rota
khudaya tune kaese ye sara jaha bana dala
chmakte chand ko
tuta huaa tara bana dala
mere malik mera dil kyu tadpta hai sulgta hai
mere malik mera dil kyu tadpta hai sulgta hai
teri marji teri marji pe kiska joor chalta hai
kisko gul kisiko tune angara bana dala
chmakte chand ko
tuta huaa tara bana dala
yahi aawaj tha mera yahi anjam hona tha
yahi aawaj tha mera yahi anjam hona tha
mujhe barbad hona tha mujhe nakam hona tha
mujhe takdir ne taswir ka mala bana dala
chmakte chand ko
tuta huaa tara bana dala
chmakte chand ko
tuta huaa tara bana dala
meri aawargi ne mujhko aawara bana dala
chmakte chand ko
tuta huaa tara bana dala