chand me dekhu apna mukhda
chand me dekhu apna mukhda
naino me nilgagan dole naino me nilgagan dole
o hoke magan mera man dole oye mera tan dole
chand me dekhu apna mukhda
chand me dekhu apna mukhda
o o baitha hua hai jogi koi dhul ramaye
pahunchi hai pujaran waha dukh apna chhupaye
aankho me aarti ki ek jyot jagaye, ek jyot jagaye
o dekhte hi mera man dole, oye mera tan dole
chand me dekhu apna mukhda
chand me dekhu apna mukhda
o o sadhu hai koi ya koi mandir ka pujari
aaya kisi ke dawar pe banke jo bikhari
lage nahi nirash hai kis soch me nari
kis soch me nari
o dekhte hi mera man dole, oye mera tan dole
chand me dekhu apna mukhda
chand me dekhu apna mukhda
naino me nilgagan dole naino me nilgagan dole
o hoke magan mera man dole oye mera tan dole
chand me dekhu apna mukhda
chand me dekhu apna mukhda
what happened with lataji's career ( with due respect to lataji) if she
continued singing?