chand nikal kar badal se
bhar raat kyu hume takta hain
chand nikal kar badal se
bhar raat kyu hume takta hain
shayad wo bhi sine me
ek pyar bhara dil rakhta hain
chand nikal kar badal se
bhar raat kyu hume takta hain
palke tum gira lo aankhe michle hum
sari khidkhiyo ke parde khinch le hum
o harshe nur jiska usse kya chhupaye
ab to chandni me milke bheeg jaye
ab to chandni me milke bheeg jaye
milke bheeg jaye
chand nikal kar badal se
bhar raat kyu hume takta hain
chand nikal kar badal se
bhar raat kyu hume takta hain
kyu na aaj udkar chhule sara ambar
farsh badalo ka taaro ka ho jhumar
aao dil lagaye pyar me nahaye
raat mukhtsar hain kyu ise gawaye
raat mukhtsar hain kyu ise gawaye
kyu ise gawaye
chand nikal kar badal se
bhar raat kyu hume takta hain
shayad wo bhi sine me
ek pyar bhara dil rakhta hain