Lyrics of Chanda Ki Doli Mein, Pariyon Ki Jholi Mein - चंदा की डोली में परियों की झोली में शेहजादी आई मेरी
chanda kee doli me pariyo ki jholee me shehjadee aayi meri
chanda kee doli me pariyo ki jholee me khushiya wo layi meri
palko ke dar se wo aankho ke ghar
me rahe khwabo ko sach hone de
palko ke dar se wo aankho ke ghar
me rahe khwabo ko sach hone de
har ek dua me usko hi manga sada wo bhi mujhe mang le
chanda ki doli me pariyo kee jholee me shehjadee aayi meri
aane se uske yaha mehka hai sara sama
uska to sajda kare ab ye jamin aasman
mujhe hai yakin itna hasin maine kahi dekha nahi
sun le jara tu ye iltejah hai khuda wo kash mujhko mile
chanda kee doli me pariyo kee jholee me shehjadee aayi meri
khwabo khwabo ka aao ek ghar banaye
harsu jaha ham mohabbat sajaye
subah sham ho jaa dilkashi rat mile shabnamee
ek chand jaise taro ke dil me pale ye pyar aise khile
chanda kee doli me pariyo ki jholee me shehjadee aayi meri
after all its sonu nigam one the greatest echo will have,when our present and future will turn as past.Mr nigam when you sing we mummer and when you express our soul cries.