chanda maama chanda maama
hain tere jaisa priytama
chanda maama chanda maama
hain tere jaisa priytama
chanda maama chanda maama
mera chaand chanda maama
kaliyo sa hain rup tera
ru pariyo ki desh ki rani
tu ambar ki ghata ke jaisi
tu sagar ka pani
tujhme sama jane ko, mera man kare
nile nile naina tere hain jadu bhare
chanda maama chanda maama
hain tere jaisa priytama
hua re hua re
mai to divana hua re
tere galo ko chum ke
o aai re aai re
main to aai re aai re
teri baho me jhum ke
kashturi si khushbu teri
aa kashturi si khushbu teri
paake main bechain hu
tu hain piya din mera
main teri rain hu
jabse ham dono mile mile
dekho man ke phul khile khile
bahki bahki hain rut mastani
chanda maama chanda maama
hain tere jaisa pritamma
aa aa aa
bhiga bhiga sa ye shamma
dekh ke ye dil mera hain khoya khoya
o taro bhara aasmaa hain
main hasin hu tu jaavan hain
jag hain soya soya
mere man ka papihara aa
mere man ka papihara, kuhu kuhu bole
mithe mithe bol sunke, mera man bhi dole
tu daal de ghera bahon ka
tu samjh ishara aankho ka
kuchh kahti hain raat suhani
chanda maama chanda maama
mera chaand chanda maama
chanda maama chanda maama
hain tere jaisa priytama
kaliyo sa hain rup tera
ru pariyo ki desh ki rani
tu ambar ki ghata ke jaisi
tu sagar ka pani
tujhme sama jane ko, mera man kare
nile nile naina tere hain jadu bhare
la la la la la la