chandani raat aur tare khile ho
chandani raat aur tare khile ho
chandani raat aur tare khile ho
taro ki chhaiya me do dil mile ho
taro ki chhaiya me do dil mile ho
chandani raat aur tare khile ho
chandani raat aur tare khile ho
badariya me chanda ghadi bhar ko jaye
badariya me chanda ghadi bhar ko jaye
koyi mere kano me kuchh kehne aaye
koyi mere kano me kuchh kehne aaye
manu toh hans de, na manu toh ruthe
manu toh hans de, na manu toh ruthe
duniya jise chahe woh silsile ho
duniya jise chahe woh silsile ho
chandani raat aur tare khile ho
chandani raat aur tare khile ho
mai chup hu, mai chup hu toh unka jiya baitha jaye
mai chup hu, mai chup hu toh unka jiya baitha jaye
mai toku, mai toku toh unka jiya talamalaye
kabhi mai manayu kabhi woh manaye
kabhi mai manayu kabhi woh manaye
nigahe mile gul sare khile ho
kabhi mai manayu kabhi woh manaye
chandani raat aur tare khile ho
chandani raat aur tare khile ho
taro ki chhaiya me do dil mile ho
taro ki chhaiya me do dil mile ho
chandani raat aur tare khile ho
chandani raat aur tare khile ho
exemplary duet most melodious. credit goes to the singers, KL Saigal and Khursheed as well as (not to forget) to the one of the greatest filmi Muisic Directors of Bollywood, Gyan Dutt for the composition and recording of this exquiste song.