chandni rato me yad teri aati hain
kya kahu yar kitna tadpati hain
chandni rato me yad teri aati hain
kya kahu yar kitna tadpati hain
dil ko behlati hain, dil ko tarsati hain
dil ko behlati hain, dil ko tarsati hain
janeman jane jana jan chali jati hain
chandni rato me yad teri aati hain
kya kahu yar kitna tadpati hain
kya kashish hain aankho me
kya ada hain teri bato me
kya nasha hai tere hontho me
aa bhi jaana aisi raato me
teri palken jhuke toh sham dhale
teri palken uthe toh subaha chalti hain
too jo nahee yaha toh mai kya kahu
teri har ek yad pe jan chali hain
aye chand teri chandani kho jati hain jo kahi
uski yado me kya teri jan jati hai ke nahee
waise meri jan hain kahee aur mai tanha hu yahi
jaise lakho tare tujhe ghere huye
par teri jan toh chandani me hain
waise kai chehro pe nigah jaaye
par ek chehre pe yeh jan chali jati hain
chandni rato me yad teri aati hain
kya kahu yar kitna tadpati hain
chandni rato me yad teri aati hain
kya kahu yar kitna tadpati hain
dil ko behlati hain, dil ko tarsati hain
dil ko behlati hain, dil ko tarsati hain
janeman jane jana jan chali jati hain
chandni rato me yad teri aati hain
kya kahu yar kitna tadpati hain