char dinon ka hai ye mela bhai
koi aa raha to koi chala
hari ka sumiran karle
bhai tera hoga bhala bhai tera hoga bhala
apne in taron ko bachale
hai sanjhi bela or phir dhala
khud ko karde prabhu ke hawale
dur krega vo teri bala
apne man ka dhundla darpan
apne man ka dundala dhrapn
tu hari bhajan se kari gungaan
hari ka sumiran prabhu ka sumiran karle re
tera hoga bhala tera hoga bhala
ab to bhaj ko sumarle re bhai
sari umar tune yunhi gawahi yunhi gawahi
tera prabhu tere bheetar chhupa hai
tera prabhu tere bheetar chhupa hai
tu apne man ka deeoak jala
hari ka sumiran prabhu ka sumiran karle re
tera hoga bhala tera hoga bhala
ye duniya ek musafirkhana
yahan ki dosti ka kya thikana
ye duniya ek musafirkhana
yahan ki dosti ka kya thikana
aaj yahan par hare basera aaj yahan par hare basera
koun jaane kal kahan ho dera
is jindagi ka kya bharosha
ye jal ke sara har jan chala
hari ka sumiran prabhu ka sumiran karle re
tera hoga bhala tera hoga bhala