charno ki daasi hun mai
charno ki daasi hun mai
apne khandaan ki ijjat
zindgi bhar bachaungi
charno ki daasi hun mai
charno ki daasi hun mai
ghar ki laaz sambhalungi sambhalungii
apne khandaan ki ijjat
zindgi bhar bachaungi
apne ghar ki laxmi ban kar
prem ka jhula jhulungi haan jhulungi
apne ghar ki laxmi ban kar
prem ka jhula jhulungi haan jhulungi
saugandh tumhari is bandhan ko
mar kar bhi nahi bhulungi
saugandh tumhari is bandhan ko
mar kar bhi nahi bhulungi
charno ki daasi hun mai
ghar ki laaz sambhalungi sambhalungii
apne khandaan ki ijjat
zindgi bhar bachaungi
paise se ijjat roti milti hai
dikhaungi haa dikhaungi
paise se ijjat roti milti hai
dikhaungi haa dikhaungi
dharmatma ban mahaatma ko
mai duniya kya hai btaungi
dharmatma ban mahaatma ko
mai duniya kya hai btaungi
charno ki daasi hun mai
ghar ki laaz sambhalungi sambhalungii
apne khandaan ki ijjat
zindgi bhar bachaungi