chham chham chham, chham chham chham
chham chham chham, chham chham chham
chham chham chham, chham chham chham
chham chham chham chham
rahe dono saath hardam
naa ho kisi baat kaa gam
chhide aisa raag, lage mann me aag, gaaye dil ke saaj sargam
rahe dono saath hardam
hum aur tum, tum aur ham
hum aur tum, tum aur ham
chham chham chham, chham chham chham
chham chham chham, chham chham chham
jis din se bichhad gaye ham
mujhe roj-roj kaa gam
aur tum kaha, aur ham kaha, mujhe yahi soch hardam
jis din se bichhad gaye ham
hum aur tum, tum aur ham
hum aur tum, tum aur ham
chham chham chham, chham chham chham
chham chham chham, chham chham chham
ye bahaar phir nahi chhaayengi
o nahi chhaayengi
yeh nashili raat nahi aayengi
o nahi aayengi
ye jawaaniya bhi tal jaayengi
o tal jaayengi, ho tal jaayengi
to bas aaj raat, kare dil ki baat, jara hans le ga le balam
rahe dono saath hardam
hum aur tum, tum aur ham
hum aur tum, tum aur ham
chham chham chham, chham chham chham
chham chham chham, chham chham chham
mere saiyaa mil kahi kho gaye, ab kya karu
kisi aur hi ke wo to ho gaye, ab kya karu
mere bhaag jaag kar so gaye, ab kya karu
haay kya karu
meri suni rain, nahi aaye chain, mere barse nain chham chham
jis din se bichhad gaye ham
hum aur tum, tum aur ham
hum aur tum, tum aur ham
chham chham chham, chham chham chham
chham chham chham, chham chham chham
chham chham chham, chham chham chham
chham chham chham, chham chham chham
FILM: "NEELAM PARI" = 1952.
Film cast: Sajjan, Geeta Bali, Sapru, Naranjan Sharma, Gope, Samson
Singer: Asha Bhosle, Geeta Dutt, Mohammed Rafi
Lyricist: Chandrakant (1), Deepak (2), Hasrat Jaipuri
Music Director: Khurshid Anwar
Film Director: Dhirubhai Desai
Film Producer: Chandrakala