Lyrics of Chhed Gaya Hai Kaun Aji Chupke Se Dil Ki Taar - छेड़ गया है कौन अजी चुपके से दिल की तार
chhed gaya hai kaun aji chupke se dil ki taar
aji chupke se dil ki taar aji chupke se dil ki taar
ek pardesi se kisi ke naina ho gaye char
kisi ke naina ho gaye char kisi ke naina ho gaye char
kisi ke naina ho gaye char
ab sote huye koi sarmaye re
neechi najre se, neechi najre se
inhe koi samjhaye re
gahri rato me kaise batlaye re o batlaye re
jisne di aawaj usi ke najuk dil ki baat
usi ke najuk dil ki baat usi najuk dil ki baat
chhed gaya hai kaun aji chupke se dil ki taar
aji chupke se dil ki taar
o ye dil milte hai dayai paimana
mohabbat ki teero se aise nishana
kisi ne na dekha kisi ne jana, kisi ne jana
chori chori se koi baite humse chaar
koi baite humse char koi baite humse char
chhed gaya hai kaun aji chupke se dil ki taar
aji chupke se dil ki taar
mohabbat hoti hai kaise koi to bataye
mohabbat ke ye bedh sab sang sang pukaye
juba tak le ke, juba tak le ke najar se sulaye
najaro najro me koi samjhaye baar baar
koi samjhaye baar baar
koi samjhaye baar baar chhed gaya hai kaun
The lady sitting, must be Manorama ( this film of 1951 and Sitha aur Geetha's Chachi is 20 years later Manorama )-- Arani.Apparao--Hyderabad-A.P.