chhote chhote lamhe dhup kabhi chhao
jo bhi hai baatenge yaaro chale aao
gham ne sataya to yaaro ko bulaao
khushika sandesa to yaaro ko batao
ho ye zindagi hai adhuri thodi yari
hai zaruri har shaam rangili
jab yaar baithe saath kahi
choti si zindagi aur lamba safar
aur rasta banana hume chahe khushiya mile
chahe aansu mile ab sath hai jana hume
ab sath hai jana hume
bade muskhilo se mili hai dosti
seene se laga ke rakhi hai dosti
hasna aur rona sikhaye dosti
gham mein ye hath badhaye dosti
aao zara izhaar kare dosto se
zyada pyaar kare har shaam rangili
jab yaar baithe saath kahi
ye khubsurat se din kitne sundere
ye din jo na sang honge
yado ke hazaro rang honge
dil mein mere dil mein mere
kaise kaise fasle hai humme
jo tay kiye hai har shaam rangili hai
jo yaaro ka ho sath mila hogi subaha nayi
dubega din nahi ho hum har le iraada
har khushi hai meri yaaro ki khushi
har gham hoga aadha aadha
choti si zindagi aur lamba safar
aur rastaa banana hume
chahe khushiyan mile chahe aansu mile
ab saath hai jaana hume