chalti hai rukti hai tham jati hai ye jindagi
kahti hai sunti hai samjhati hai ye jindagi
chalti hai rukti hai tham jati hai ye jindagi
kahti hai sunti hai samjhati hai ye jindagi
lamha lamha iska harpal ye kahta hai
jag ja re jag ja re bande
chhule aasma chhule, aasma chhule aasma
chhule aasma chhule, aasma chhule aasma
rukh apna mod le jab hum chale lahre sabhi
kadmo pe aa gire sajda kare har ek khushi
rukh apna mod le jab hum chale lahre sabhi
kadmo pe aa gire sajda kare har ek khushi
phir naye khwab kuchh khil gaye ankho me
din naya sab nayi rang naye bato me
sagar ki baho me ab likhni hai nayi imarat
aana hai to sang mere aa
chhule aasma chhule, aasma chhule aasma
chhule aasma chhule, aasma chhule aasma
anjane raste hum par ho pal bhar me hi
fasle ummid ki katenge hum kosis se hi
anjane raste hum par ho pal bhar me hi
fasle ummid ki katenge hum kosis se hi
ye junu josh ye kam na hoga kabhi
hoshla chhod na adato me nahi
diwanapna ye apna hai sabse juda jaha me
aana hai to chal mere sang aa