Video of this song from youtube
Lyrics of Chirag Kis Ke Ghar Ka Hai, Tu Lal Kis Ke Ghar Ka Hai - चिराग किस के घर का हैं, तू लाल किस के घर का हैं
chirag kis ke ghar ka hai tu laal kis jigar ka hai
kamal hai kon taal ka tu kis chaman ka phul hai
chirag kis ke ghar ka hai tu laal kis jigar ka hai
kamal hai kon taal ka tu kis chaman ka phul hai
chirag kis ke ghar ka hai kisi ki neend todhana
ki maa ki god jodh na kisi ka man jinjorana
ye kaisa khel hai tera kisi ki neend todhana

ke maa ki ghod jodh na kisi ka man jinjorana
ye kaisa khel hai tera ye kaisa khel hai tera
ye kya tera usul hai ye kya tera ushul hai
kamal hai kon taal ka tu kis chaman ka phul hai
chirag kis ke ghar ka hai kali ke pass roop me
tera janam mahaan hai
tu devta samaan hai sulayega jo tu mujhe
kali ke pass roop me tera janam mahaan hai
tu devta samaan hai sulayega jo tu mujhe
sulayega jo tu mujhe vo faisala kabul hai vo faisala kabul hai

kamal hai kon taal ka tu kis chaman ka phul hai
chirag kis ke ghar ka hai ulajh gayi hai aatma bata de
aaj sach hai kya ki kya laage tu mera
o nanhe munne devata o nanhe munne devta
tu kis ke man ki bhul hai tu kis ke man ki bhul hai
kamal hai kon taal ka tu kis chaman ka phul hai
chirag kis ke ghar ka hai
lyrics of song Chirag Kis Ke Ghar Ka Hai, Tu Lal Kis Ke Ghar Ka Hai
Comments on song "Chirag Kis Ke Ghar Ka Hai, Tu Lal Kis Ke Ghar Ka Hai"
TheDeepakp on Saturday, October 24, 2015
Film cast: Mumtaz, Jeetendra, Sohrab Modi, Jagdeep, Aruna Irani, Mukri,
Durga Khote, Shatrughan Sinha
Singer: Kishore Kumar, Asha Bhosle, Manna Dey
Lyricist: Anjaan, Kalyani, Hasrat Jaipuri, Neeraj
Music Director: Shankar Jaikishan
Film Director: K Patma
Film Producer: P Gangadhar Rao
rickycairns on Sunday, September 26, 2010
can anyone help me to get this movie online please?
mshafeeq2003 on Wednesday, November 07, 2007
Great Collection as usual from Mr. Asim...
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Ek Nari Ek Brahmachari (1971)
Mumtaz, Jeetendra, Sohrab Modi, Jagdeep, Aruna Irani, Mukri, Durga Khote, Shatrughan SinhaKishore Kumar, Asha Bhosle, Manna DeyAnjaan, Kalyani, Hasrat Jaipuri, NeerajShankar JaikishanK PatmaP Gangadhar RaoEk Nari Ek Brahmachari at IMDB      Ek Nari Ek Brahmachari at WikipediaEk Nari Ek Brahmachari at YouTube     |    Ek Nari Ek Brahmachari at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type