chitthi na aayee na taar aaya re
chitthi na aayee na taar aaya re
maare gaaon se mara ek yaar aaya re
chitthi na aayee na taar aaya re
maare gaaon se gangu lohar aaya re
chuda chabe ne sakar gangu bhuja
sattu khatai achaar laya re
maare gaaon se mara ek yaar aaya re
chitthi na aayee na taar aaya re
maare gaaon se gangu lohar aaya re
thaare bina mujhko nindiya na aave
thaare bina mujhko nindiya na aave
raat akele mein soya na jaave
piya door tumse hain badi pareshani
yaha badi bimaar hain teri naani
chambhu ki chamiya ne bheja sandesh va
mara piya samchaar aaye re
chitthi na aayee na taar aaya re
maare gaaon se gangu lohar aaya re
devar darogaji har shyaam aate
devar darogaji har shyaam aate
pakde gaye ek din ghus khaatein
bade bade afsar ko mister se miltein
chhudaya hain devar ko badi mushkil se
ek haath dena toh ek haath lena
jag mein yahi vyapaar aaye re
chitthi na aayee na taar aaya re
maare gaaon se mara ek yaar aaya re
teri kushal muka devi se maangu
teri kushal muka devi se maangu
baaki yaha par toh sab kuch kushal hain
apni padosan hain toh bittu ki amma
chotha mahina hain jeevan safal hain
tumako sajanava bhaaye ha bideshava
chhupna tha hamko bukhar aaya re
chitthi na aayee na taar aaya re
maare gaaon se mara ek yaar aaya re
chuda chabe ne sakar gangu bhuja
sattu khatai achaar laya re
maare gaaon se mara ek yaar aaya re
chitthi na aayee na taar aaya re
maare gaaon se gangu lohar aaya re