Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.29 - 7 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Choom Lo Ek Baar Aankho Se - चूम लो एक बार आँखों से
ya rasulla allah
ya rasulla allah
mehbube khuda
mehbube khuda
ya mustafa ya mustafa

chum lo ek baar aankho se
ye nurani jami
bekasho par ek nazar
ya rahmat-ulle-aalmi
madad kijiye taajdare madina
madad kijiye taajdare madina
hum aankho se dekhe daya re madina
daya re madina
madad kijiye taajdare madina

jahan badshah sharmigo ghumte hain
farishte jahan ki jami chumte hain
aja par jahan oliyan jhumte hain
hain jane bahara bahare madina
madad kijiye taajdare madina
madad kijiye taajdare madina

ye kaise adab ke makam aa rahe hain
ke arshe bashi se salaam aa rahe hain
sahedo jaha ke gulam aa rahe hain
dilo ja karenge misare madina
madad kijiye taajdare madina
madad kijiye taajdare madina

ya habibe khuda
ya rasulle khuda
ya mustafa ya mustafa ya mustafa
ye kura ki manjil watan hain nabi ka
mila khurd se raasta is gali ka
yahi se mila hain pata zindagi ka
mubarak hain har yaadgare madina
madad kijiye taajdare madina
madad kijiye taajdare madina
hum aankho se dekhe daya re madina
daya re madina
mehbube khuda
ya mustafa ya mustafa ya mustafa
ya mustafa ya mustafa ya mustafa
lyrics of song Choom Lo Ek Baar Aankho Se
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Dayar-e-madina (1975)
Tabrez, Nazima, Hina Kausar, Shatrujit, HussainAsha Bhosle, Mohammed Rafi, Qari Din Mohammed Khatib MewatiAbdur Rab Chaush, MaikashMohammed ShafiA ShamsheerS A MehmoodDayar-e-madina at IMDB      Dayar-e-madina at YouTube     |    Dayar-e-madina at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type