daastan khatam hui tut gaya hai bewafa
raasta dekh raha hai dil bujhkar kiska
daastan khatam hui tut gaya hai bewafa
raasta dekh raha hai dil bujhkar kiska
daastan khatam hui
ab naa tutega sukun ab naa bajegi sanjiv
ab naa tutega sukun ab naa bajegi sanjiv
ab to sannata hi sannata hai ghar ki takdeer
ab naa darwaze pe aakar koi daskhat dega
raasta dekh raha hai dil bujhkar kiska
daastan khatam hui
ab naa lahrayenge aanchal naa bajenge kangan
ab naa lahrayenge aanchal naa bajenge kangan
suna suna hi rahega isi ghar ka aangan
ab fijaon ko naa mahakayegi khushboo a hawa
raasta dekh raha hai dil bujhkar kiska
daastan khatam hui
ungaliyan zulfon ke halko ki taras jayegi
aarzooo ko ye tanhaiya das jayegi
ab naa chamkega wo mahkaad ka roshan chehra
raasta dekh raha hai dil bujhkar kiska
daastan khatam hui tut gaya hai bewafa
raasta dekh raha hai dil bujhkar kiska
daastan khatam hui