ganj bakhsh faiz e aalam mazhae noor e khuda
na kasara peer e kaabe na kasara peer e kaabe
kamila ra ranuma
ganj bakhsh, ganj bakhsh ganj bakhsh faiz e aalam
ganj bakhsh, ganj bakhsh ganj bakhsh faiz e aalam
diwani, ganj bakhsh teri diwani
ganj bakhsh faiz e aalam
daata di diwani main data di deewani main
tusaral mil gaavo tusaral mil gaavo
daata di diwani main daata di
main toh diwani hui main toh diwani hui, daata
wo naksh jo gehra tha wo khaak mein hai kam kyun
ik saans ke aane se ik saans gai tham kyun
nagari mein teri daata yeh ranj ka aalam kyun
nagari mein teri daata yeh ranj ka aalam kyun
yeh ranj ka aalam kyun
dharti k badan par hai shatranj ka aalam kyun
daata di diwani main daata di diwani main
tusaral mil gaavo daata
ganj bakhsh, ganj bakhsh ganj bakhsh faiz e aalam
ganj bakhsh, ganj bakhsh ganj bakhsh faiz e aalam
ghons ko tab sab te thyon sadke
ghons ko tab sab te thyon sadke
te thyon sadke
raahoon ko badal dalein aahon mein asar to hai
banti hai bigadti hai takdeer magar to hai
sagar mein kahin apni koi ek lahar to hai
sagar mein kahin apni koi ek lahar to hai
koi ek lahar to hai
wo shab jo nahin kat ti uski bhi sahar to hai
daata di diwani main data di deewani main
tusaral mil gaavo tusaral mil gaavo
tusaral mil gaavo tusaral mil gaavo
tere dar aaya, dilbar aaya sun aye meri daata piya

hate parts of the video with a passion... but love the lyrics Subhan'Allah!