Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
1.00 - 1 votes
Qawwalis
Video of this song from youtube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Lyrics of Daata Tera Darbaar Hai - आ आ आ आ
aa aa aa aa
daata sharaafa ishq ulfat ka raaj ho
har dil ke baat sunte ho
aur dil nabaaz ho
daata tumari daat hai o majahare si baat
bande khuda ke hoke bhi banda naabaaz ho
data tera darbaar hain
daata tera darbar hai, rehmat ka khajaana

rehmat ka khajaana
daata tera darbar hai, rehmat ka khajaana
tera darbar hai, rehmat ka khajaana
khajaana khajaana khajaana
daata tera darbar hai, rehmat ka khajaana

tu hain wo sakhi jiska
tu hain wo sakhi jiska, savaali hain jamaana

alla alla mere data era darbaar-e-karam
kitane mannte aaye hain khairaat paane ke liye
data tera darbaar, daata tera darbaar

ham besahara rah gaye tujhko sahara dan kar
tu hain sakhi ibne sakhi rutfo karam ka daan kar
data tera darbaar, data tera darbaar

sun kaaam kar dar te badalti hain kismte
haajir hun main bhi apna mukaddar liye huye
data data data
daata tera darbar hai, rehmat ka khajaana
ae ganjebkshe ko jahan ganje shaha ko khol de
ae raahte jaane nadi kaabe ada ko khol de
data tera darbaar, daata tera darbaar
daata tera darbar hai, rehmat ka khajaana
daata tera darbar hai, rehmat ka khajaana

tu hain wo sakhi jiska
tu hain wo sakhi jiska, savaali hain jamaana
daata tera darbar hai, rehmat ka khajaana
he zaara ka dulara tu, maula ka vali hain
zara ka dulara tu, maula ka vali hain
re tu aale muhammad hain, tu aulad-e-ali hain
tu aale muhammad hain, tu aulad-e-ali hain

ha tera gharana hain
ha tera gharana hain, muhammad ka karaana
data tera darbar hai, rehmat ka khajaana

he mangate ka tere kunche me hota hain gujara

din raat hame tere karam ka hain sahara
din raat hame tere karam ka hain sahara
duniya me tera dar hain
duniya me tera dar hain, garibo ka thikana
data tera darbar hai, rehmat ka khajaana
duniya me tera dar hain
duniya me tera dar hain, garibo ka thikana
data tera darbar hai, rehmat ka khajaana

data tera darbar hai, rehmat ka khajaana
aalam ke liye faiz teri saaz hain data
aalam ke liye faiz teri saaz hain data
re tu ganj hain bakshis ka badi baat hain data
tu ganj hain bakshis ka badi baat hain data
ajmer ke khajaane bhi
ajmer ke khajaane bhi, data tujhe mana
data tera darbar hai, rehmat ka khajaana
ajmer ke khajaane bhi
ajmer ke khajaane bhi, data tujhe mana
data tera darbar hai, rehmat ka khajaana

laahaur me rehamat hain, khuda ki tere dam se

he data meri har baat, bani tere karam se

hain kaam tera bigade
hain kaam tera bigade, mukaddar ko banana
data tera darbar hai, rehmat ka khajaana
hain kaam tera bigade
hain kaam tera bigade, mukaddar ko banana
data tera darbar hai, rehmat ka khajaana
re sadke me hun shainib ne alishe re khuda ke

rakhna mere data mujhe apna hi bana ke
rakhna mere data mujhe apna hi bana ke
ashqo ki jubaani hain
ashqo ki jubaani hain, ye punma ka fasana
data tera darbar hai, rehmat ka khajaana
tu hain wo sakhi jiska
tu hain wo sakhi jiska, savaali hain jamaana
daata tera darbar hai, rehmat ka khajaana
daata tera darbar hai, rehmat ka khajaana
daata tera darbar hai, rehmat ka khajaana
lyrics of song Daata Tera Darbaar Hai
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Dust To Gold (2008)
Nusrat Fateh Ali Khan
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type