dam na lo, dam pe dam lagaao
dam na lo, dam pe dam lagaao
anzaam pe rakh ke najar
is raah me kadam badhaao
dam na lo, dam pe dam lagaao
tanhaai ho andhere ho
baanho me ren basere ho
lutne ko taiyaar hai hum
tum se agar lutere ho
tanhaai ho andhere ho
baanho me ren basere ho
lutne ko taiyaar hai hum
tum se agar lutere ho
is raag ka ye raaz hai
yahi raho kahin na jaao
dam na lo, dam pe dam lagaao
he dam na lo, dam pe dam lagaao
dhuaan dhuaan hai ye zamin
dhuaan dhuaan hai aasmaan
bus dhuaan hi zindagi ka aakhiri hai nishaan
hun dhuaan tum dhuaan
dhuaan hai sara jahan
duniya me rahke dhuen se bachna mushkil hai meri jaan
har dard ko har fikr ko
chalo chalo dhuen me udaao
dam na lo, dam pe dam lagaao
dam na lo, dam pe dam lagaao
ghar ke ghar ye funke hai
ab to najar ye funke hai
sholo ka khel nasha hai
jaano jigar ye funke hai
ghar ke ghar ye funke hai
ab to najar ye funke hai
sholo ka khel nasha hai
jaano jigar ye funke hai
apne hai ye jaano jigar
khud ki chalo inhe bhi jalaao
dam na lo, dam pe dam lagaao
dam na lo, dam pe dam lagaao
anzaam pe rakh ke najar
is raah me kadam badhaao
dam na lo, dam pe dam lagaao
he dam na lo, dam pe dam lagaao
dam pe dam lagaao