daman na chhod dena, daman na chhod dena

gulshan me mohabbat ke, phuli hui kali le
madhosh jawani me, bhuli hui gali le

komal si pankhudiya hai, inko na tod dena
daman na chhod dena, daman na chhod dena
ye zindagi safar hai, hum sath hi rahenge

tufan tufan aur jhoke, hans hans ke hum sahenge
hans hans ke hum sahenge
tum bich dhar meri, kashti dbo na dena
daman na chhod dena, daman na chhod dena
kashti agar bhawar me, pad jaye zindagi ki

hum sath hi marenge, saugandh mohabbat ki
saugandh mohabbat ki
tum ruh ke dhanche pe, ye ruh jod dena
daman na chhod dena, daman na chhod dena
FILM: KAISE kAHOON = 1945.
Film cast: Ragini, Jagirdar, Pran, Durga Mota, Najmal Hussein.
Lyricist: Moti, Qamar Jalalabadi, Deena Nath Madhok, Sharma
Music Director: Pandit Amarnath
Director: Moti.B.Gidwani.