ho ho
apne ishaaro pe suraj ugega
pathrili raaho pe chaand bichega
baadal ki hum to sawari karenge
taaro pe apna to bistar lagega
chal khushiyo ki thokar se, gam ko uda de

apna saare jaha me danka bajega
hey danka bajega, danka bajega, danka bajega, danka bajega
danka bajega, danka bajega, danka bajega, danka bajega
jebo me honge khushiyo ke sikke
gam na bachenge ab ikke dukke
hauslo ko apne kharch karenge
saari mushkile chhutengi piche
jebo me honge khushiyo ke sikke
gham na bachenge ab ikke dukke
hauslo ko apne kharch karenge
saari mushkile chootengi piche
chal khushiyo ki thokar se, gam ko uda de
chal khushiyo ki thokar se, gam ko uda de
apna saare jaha me danka bajega
hey danka bajega, danka bajega, danka bajega, danka bajega
danka bajega, danka bajega, danka bajega, danka bajega
hey taaro me apni roshani hogi
subah me apni dhup milegi
mehnat ki apni chingari o se, ummido ki har low jalegi
taaro me apni roshani hogi, subah me apni dhup milegi