Lyrics of Dard-E-Judaayi Hai, Gam Ki Ghata Chhaayi Hai - दर्द-ए-जुदाई है, ग़म की घटा छाई है
dard e judayi hai, gam ki ghata chhayi hai
aankh bhar aayi hai, duhayi hai duhayi hai
duhayi hai duhayi hai
dard e judayi hai, gam ki ghata chhayi hai
aankh bhar aayi hai, duhayi hai duhayi hai
duhayi hai duhayi hai
kal jin aankho me balam the, aaj unme barasat hai
vo bhi ek rat thi
ye bhi ek rat hai, ye bhi ek rat hai
yad kisi ki aayi hai, gam ke aasu layi hai
aankh bhar aayi hai, duhayi hai duhayi hai
duhayi hai duhayi hai
tu kya jane duniya ne kya kya, ilzam lagaye hai
dil ke arama aankho mei
aasu ban ban ke aaye hai, aasu ban ban ke aaye hai
jinse ki bhalayi hai, unase mili burayi hai
aankh bhar aayi hai, duhayi hai duhayi hai
duhayi hai duhayi hai
sun ke meri majaburi balam, aasu nahi bahana
duniya chahe kuch bhi kahe
mera pyar bhul na jana, mera pyar bhul na jana
kismat khinch ke layi hai, mat samjho bewafayi hai
aankh bhar aayi hai, duhayi hai duhayi hai
duhayi hai duhayi hai
dard e judayi hai, gam ki ghata chhayi hai
aankh bhar aayi hai, duhayi hai duhayi hai
duhayi hai duhayi hai
One of the evergreens composed by music directors Husan Lal Bhagat Ram.
During those days Lata Mangeshkar was their most obedient pupil.