Lyrics of Dard To Rukne Ka Ab Naam Nahi Leta Hai - दर्द तो रुकने का अब नाम नहीं लेता है
dard to rukne ka ab nam nahi leta hai
dard to rukne ka ab nam nahi leta hai
sabar se dil bhi mera sabar se dil bhi mera, kam nahi leta hai
dard to rukne ka ab nam nahi leta hai
dard to rukne ka
jabse bakhse hai meri ankho ko ansu tune
jabse bakhse hai meri ankho ko ansu tune
tabse diwana dil tabse diwana dil aram nahi leta hai
sabar se dil bhi mera sabar se dil bhi mera, kam nahi leta hai
dard to rukne ka ab nam nahi leta hai
dard to rukne ka
itna sangdil hai ke barbad wo karke mujhko
itna sangdil hai ke barbad wo karke mujhko
apne sar koi bhi, apne sar koi bhi ilzam nahi lete hai
sabar se dil bhi mera sabar se dil bhi mera, kam nahi leta hai
dard to rukne ka ab nam nahi leta hai
dard to rukne ka
ye inayat bhi nahi kam mere hazayi ki
ye inayat bhi nahi kam mere hazayi ki
jakham deta hai magar, jakham deta hai magar
dam nahi leta hai
sabar se dil bhi mera sabar se dil bhi mera, kam nahi leta hai
dard to rukne ka ab nam nahi leta hai
dard to rukne ka dard to rukne ka
dard to rukne ka
heart touching song .music and voice out of this world