is qadar tu mujhe pyar kar
jise kabhi na main saku phir bhula
zindagi layi hume yaha
koi iraada to raha hoga bhala
ki darkhast hai ye, jo aayi raat hai ye
tu meri bahon mein duniya bhula de
jo ab lamhat hai ye, bade hi khaas hai ye
tu meri bahon mein duniya bhula de
tu meri bahon mein duniya bhula de
darkhast hai ye, jo aayi raat hai ye
tu meri bahon mein duniya bhula de
jo ab lamhat hai ye, bade hi khas hai ye
tu meri bahon mein duniya bhula de
tu meri bahon mein duniya bhula de
raho me mere sath chal tu
thame mera hath chal tu
waqt jitna bhi ho hasil, sara mere naam kar tu
waqt jitna bhi ho hasil, sara mere naam kar tu
ki arman hai ye, guzarish jaan hai ye
tu meri baho me duniya bhula de
jo ab lamhat hai ye, jo ab lamhat hai ye
bade hi khaas hai ye, bade hi khaas hai ye
tu meri baaho me duniya bhula de
lamz jismo pe aise sajaye
barisho se bhi wo dhul na paye
tu meri baaho me duniya bhula de
ho naksh lamho pe aise banaye
muddato se bhi wo mit na paye
tu meri baaho me duniya bhula de
tujhse to hu main yu bahut mutassir
par kya karu main hu ek musafir
kaisi khushi hai jisme nami hai
jaane tu ye ya jaane na, o
jo jazbat hai ye, jo jazbat hai ye
bade hi paak hai ye, bade hi paak hai ye
tu meri bahon mein duniya bhula de
jo ab lamhaat hai ye, jo ab lamhat hai ye
bade hi khas hai ye, bade hi khas hai ye
tu meri baho me duniya bhula de
tu meri baho me duniya bhula de
bhula de, bhula de
tu meri baho me duniya bhula de
bhula de, bhula de, bhula de
ki darkhast hai ye, jo aayi raat hai ye
tu meri baaho me duniya bhula de