daro diwar pe shakle si banane aaye
daro diwar pe shakle si banane aaye
phir ye barish, meri tanhaai churane aayi
daro diwar pe shakle si banane aaye
phir ye barish, meri tanhaai churane aayi
daro diwar pe shakle si banane aaye
maine jab pahle pahal, apna watan choda tha
maine jab pahle pahal, apna watan choda tha
dur tak mujhko ek aawaz bulane aayi
dur tak mujhko ek aawaz bulane aayi
phir ye barish, meri tanhaai churane aayi
daro diwar pe shakle si banane aaye
aaj kal phir dil e barbaad ki baate hain wahi
aaj kal phir dile barbaad ki baate hain wahi
hum to samjhe the ke, kuch akal thikane aayi
hum to samjhe the ke, kuch akal thikane aayi
phir ye barish, meri tanhaai churane aayi
daro diwar pe shakle si banane aayi
dil me aahat si hui, ruh me dastak gunji
dil me aahat si hui, ruh me dastak gunji
kiski khushbu ye mujhe, mere sirhane aayi
kiski khushbu ye mujhe, mere sirhane aayi
phir ye barish, meri tanhaai churane aayi
daro diwar pe shakle si banane aayi
daro diwar pe shakle si banane aayi
kjaan ji Thanks for sharing such a good urdu ghazal.Hariharan ji is my fav
singer since long.He can sing urdu ghazal in real urdu spirt,his
pronounciation if so proper and perfect.