de ke daga mere dil ko luta
de ke daga mere dil ko luta
jhutha jhutha re balma, balma jhutha
de ke daga mere dil ko luta
de ke daga
pyar me bhi nikle kaise kaise dhokhe
phir gaya wo mujhse haye mera hoke
pyar me bhi nikle kaise kaise dhokhe
phir gaya wo mujhse haye mera hoke
barso ka nata ghadi bhar me tuta
de ke daga mere dil ko luta
de ke daga mere dil ko luta
o jhutha jhutha re balma, balma jhutha
de ke daga mere dil ko luta
de ke daga
wo kabhi ki kasme wo kabhi ke vade
ho gaye kaha gum wo hasi irade
wo kabhi ki kasme wo kabhi ke vade
ho gaye kaha gum wo hasi irade
ab kya raha hai sabhi kuch to luta
de ke daga mere dil ko luta
de ke daga mere dil ko luta
o jhutha jhutha re balma, balma jhutha
de ke daga mere dil ko luta
de ke daga
chhin gaye najar se khab wo suhane
dard mere dil ka haye kaun jane
chhin gaye najar se khab wo suhane
dard mere dil ka haye kaun jane
gham wo uthaye ki jeene se rutha
de ke daga mere dil ko luta
de ke daga mere dil ko luta
o jhutha jhutha re balma, balma jhutha
de ke daga mere dil ko luta
de ke daga
Yes it is Madhumati. Thanks for the song