ha ha ha aaja
rim pa pa pa rim pa pa pa
rim pa pa pa rim pa pa pa
rim pa pa pa pa pa
chhote chhote nanhe munhe pyare pyare re
bacche sacche jag ke ujiyare re
deep diwali ke jhuthe, raat jale subah tute
chhote chhote nanhe munhe pyare pyare re
bachche sacche jag ke ujiyare re
deep diwali ke jhuthe, raat jale subah tute
inke aage rang fike, sab najar aate hain
chand taare ye saare raushni pate hain
inko dekhe dekh ke jhume, baag ki dali dali
phul baharo ke jhuthe, aaj khile aur kal tute
chhote chhote nanhe munhe pyare pyare re
bachche sacche jag ke ujiyare re
deep diwali ke jhuthe, raat jale subah tute
akad bakad bambai sau, dilli number pure sau
sau me lag gaya dhaga, chor nikal ke bhaga
chidiya ghar me rani bole chai chui chap
ye hanse to hans pade sab, roye to sab roye
inki khatir aap ham jage
chain se ye soye
aadmi ki zindagi ka, ye hain saccha sahara
aur sahare sab jhuthe, aaj mile aur kal chhute