deewanagi ka chhaya chhaya nasha
ik nazar to de ja meri jaaneja
deewanagi ka chhaya chhaya nasha
ik nazar to de ja meri jaaneja
rutho hamse na iss tarah
iss tarah iss tarah
rutho hamse na iss tarah
paagal hai haay ye sama
rutho hamse na iss tarah
paagal hai haay ye sama
sun dhadkan kehati hai kya
kehati hai kya kehati hai kya
tu hi hain, tu hi hain mera jahaan
tu hi hain, tu hi hain mera jahaan
bas tu aaja meri baahon mein aa
haay bas tu aaja baahon mein aa
deewanagi ka chhaya chhaya nasha
ik nazar kyun du mere meherba
deewanagi ka chhaya chhaya nasha
ik nazar kyun du mere meherba
chhedo hamko na iss tarah
iss tarah iss tarah
chhedo hamko na iss tarah
nahi bhulegi haay ye khata
chhedo hamko na iss tarah
nahi bhulegi haay ye khata
khata hoti hai bejubaan
bejubaan bejubaan
tu nahi, tu nahi mera jahaan
tu nahi, tu nahi mera jahaan
deewanagi ka chhaya chhaya nasha
hoye hoye
ik nazar kyun du mere meherba
geeton mein, sargam mein
khawbon ke darpan mein
geeton mein, sargam mein
khawbon ke darpan mein
khoya hu main iss tarah
gaata hu teri sada
khoya hu main iss tarah
gaata hu teri sada
bas tu aaja meri baahon mein aa
bas tu aaja baahon mein aa
deewaanagi ka chhaya chhaya nasha
haay ik nazar to de ja meri jaaneja
dil ne tujhe apna kaha
aur kehne ko reh kya gaya
hontho pe hai teri sada
khamosh hai meri juba
sun dhadkan kehati hai kya
dhadkane hoti bewafa
ye dhadkan hai dil ki juba
dil apna ye tumko diya
maan bhi ja o meherba
na do hamko ab yu saza
maaf hain maaf hain teri khata
yahi hain ishq ka silsila
maaf hain maaf hain teri khata
tu hi hain, tu hi hain mera jahaan
bas tu aaja meri baahon mein aa
haay bas tu aaja baahon mein aa
bas tu aaja meri baahon mein aa
oye hoye bas tu aaja baahon mein aa
deewanagi ka chhaya chhaya nasha
deewanagi ka chhaya nasha
deewanagi ka chhaya chhaya nasha
deewanagi ka chhaya nasha