dil mera hai ik banjaara, kahi pe ruke na na na na
kabhi kisi ke sang chalta hai, kabhi hai tanha
khushi mein kabhi wo roye, kabhi gum pe hase hai
kabhi khayalo mein wo, kabhi hawa mein hai
kaun hai apna begaana, sabko jaane wo
sapno mein bhi wo jita hai, sach ko maane wo
aayina dil hai mera, koi dekhle jara to
hasin ho chehra koi sajale isme jo
aaina hai mera dil, deewaana hai mera dil

aaina hai mera dil, deewaana
hai ye mera bhi armaan hai yaara
uski aankho mein dekhu khud ko
uske chehre pe main dekhu
dekhu har dam apni khushiya
aaina dil hai mera, koi dekhle jara to
hasin ho chehra koi sajle isame jo
dil mera hai ik banjara, kahin pe ruke na na na na
kabhi kisi ke sang chalta hai, kabhi hai tanha
khushi mein kabhi wo roye, kabhi gum pe hase hai
kabhi khayalo mein wo, kabhi hawa mein hai
aaina hai mera dil, deewaana hai mera dil
deewaana hai mera dil, aaina hai mera dil